Pages

Sunday, 26 May 2013

Magar waqt Ap se ziyada taqatwar hai

ASSALAM O ALAIKUM
Zameen insan ko rizq deti hai lekin jab insan marta hai to phir woh usse apna rizq bana leti hai.
Parinda zinda ho to chuntiyaan khata hai
Magar jab parinda mar jata hai to chuntiyaan usse khati hai.
Waqt kabhi b badal sakta hai,
Ek darakht 1 lakh machis ki teeli bana sakta hai.
Magar maachis ki ek teeli ek lakh darakht jala sakti hai
ap zindagi me kabhi kisi ko mat satana us waqt shayad Ap taqatwar ho
Magar waqt Ap se ziyada taqatwar hai..

No comments:

Post a Comment

 

Blogger news

Blogroll

About